Tuesday, July 8, 2014

Miss You Shayari for Lover

Kitni jaldi yeh mulakat guzar jati hai,
Pyaas bujhti nahin ki barsaat guzar jati hai.
Apni yadon sey keho ki yun na sataya karain,
Neend aati nahin aur raat guzar jati hai…

No comments:

Post a Comment