Wednesday, October 22, 2014

Zindagi ki Sachai Shayri in Hindi

Jad peen tonh nafrat si mainu,
Fad-fad kay pilayee lokaan ne,
Hun peen da aadi ho gaya haan,
Hun rauli payee lokaan ne….
`
Main jaanta hoon kee yeh khwaab jhuthe hain aur
Yeh khusheeyaan adhuree hain
Magar zindaa rehne ke liye mere dost
Kuchh galatphemiyan zaruree hain….
`
Khushi ne Li Ruksat humse
Gam ne Aane se Mana kar diya
Aye Zindagi hamne tera kya Bigada
Jo Apnane se Mana kar diya….
`
Main to khwaab dekha karti thi
Par kabhi khwaab mein bhi yeh nahin socha ki
Haqeeqat us se bhi badi khwaab hogi…
`
Koun aisa hai jo gawaar nahi
Aaj dil yunhi bekaraar nahi
Uska aitbaar hai mujh ko
Zindagi ka aitbaar nahi…

No comments:

Post a Comment